
Aapne muskura kar ek najar kya daali
Ham muredo ke liye meharbaani ho gayi
Be khyalo mai jo julfe bikhri aapki
Shaam se poocho woh kitni suhani ho gayi
Neend aana khwaab aana jagna unka karam
Dil ki dharkano ki ada unki nishani ho gayi
Meri yadon ko dil ke kaleze se lagaya hota
Ek diya palko se bhi jalaya hota
Loog to hote hai bus waqte musarrat apne
Tumne to mera gam mai sath nhibaya hota
Paaoon uthte gaye mudne ki talab mai
Mai palat jata agar tumne bulaya hota
Jo hamne gujari thi woh chandi raten
Woh banke yaadgar rahi barso tak
No comments:
Post a Comment